Guru murat mukh chanderma,
sevak nain chakor
Ashtapehar nirgat rahu, Shri Guru Charan
ki aur x 2
Charan tere arz kare Gurudev sharan me le lena !! 2
Karuna kar apna lena !! 2
Gyan ka deep jala dena !! 2
Charan tere arz kare Gurudev sharan me le
lena !! 2
Shri Charno me Guruvar tere, gyan ka chhipa
khazana hai !! 2
Bina gyan main dar dar bhatku, milta nahi
thikana hai !! 2
Gyan jyot ki deep shikha se man ka deep
jala dena !! 2
Karuna kar apna lena !! 2
Gyan ka deep jala dena !! 2
Charan tere arz kare Gurudev sharan me le
lena !! 2
Santo ki vani samjhungha, Vedo ki gatha
gau !! 2
Andhihara ho dur hridae ka, Hari leela me
rang jau !! 2
Hari mile bhav bigadh mitae sabh aisee jugadh
bata dena !! 2
Karuna kar apna lena !! 2
Gyan ka deep jala dena !! 2
Charan tere arz kare Gurudev sharan me le
lena !! 2
Nishchay atal bane Prabhu mera, Satya disha
baddta jau !! 2
Garbhkaal vada jo kiya, Gurudev nibhata
main jau !! 2
Baba aawan aur jaawan ke pher se mujhe bachha
lena
Karuna kar apna lena !! 2
Gyan ka deep jala dena !! 2
Charan tere arz kare Gurudev sharan me le
lena !! 2
Charan tere arz kare Gurudev sharan me le
lena !! 2
Charan tere arz kare Gurudev sharan me le
lena !! 2
(Source: Audio Cassette “Guru Vandana
– Part II”)
|