Le Guru ka Naam, Le Guru
ka Naam Bande yahi to sahara hai, Le Guru ka Naam,
Le Guru ka Naam, Le Guru ka Naam, Bande
yahi to sahara hai Le Guru ka Naam!! 2
Le Guru ka Naam, Bande yahi to sahara hai,
Yeh Jagh ka Palanhara hai
Le Guru ka Naam, Le Guru ka Naam, Bande
yahi to sahara hai !! 2
Ye Jagh ka Palanhara hai, Le Guru ka Naam,
Taareef kya karu, ees Deen-Data ki, Dyalu
Naam hai !! 2
Deen Dukhiyo ke daaman ko bar dena, Guru
ka kaam hai !! 2
Lakho ki takdeer, lakho ki takdeer ko ees
Malik ne sawara hai
Lakho ki takdeer, lakho ki takdeer ko ees
Malik ne sawara hai
Ye Jagh ka Palanhara hai
Le Guru ka Naam, Le Guru ka Naam Bande yahi
to sahara hai, Le Guru ka Naam
Le Guru ka Naam Bande yahi to sahara hai,
Ye Jagh ka Palanhara hai
Le Guru ka Naam, Le Guru ka Naam Bande yahi
to sahara hai, Le Guru ka Naam
Kya bharosa hai, ees jindgani ka, Guru ko
yaad kar !! 2
Kya sochta hai, re anmol jeevan ko, na yu
barbaad kar !! 2
Saup de patvar, saup de patvar phir to pass
me kinara hai
Saup de patvar, saup de patvar phir to pass
me kinara hai
Ye Jagh ka Palanhara hai
Le Guru ka Naam, Le Guru ka Naam Bande yahi
to sahara hai, Le Guru ka Naam
Le Guru ka Naam Bande yahi to sahara hai,
Ye Jagh ka Palanhara hai
Le Guru ka Naam, Le Guru ka Naam Bande yahi
to sahara hai, Le Guru ka Naam
Yaha kaun hai tera, kya saath jayegha, Guru
ka dhyan kar !! 2
Ye dard hai kaya, dokhe ki hai maya, Guru
ka dhyan kar !! 2
O Prani naadaan, O Prani naadaan kyu yeh
Guru ko bisara hai
O Prani naadaan, O Prani naadaan kyu yeh
Guru ko bisara hai
Ye Jagh ka Palanhara hai
Le Guru ka Naam, Le Guru ka Naam Bande yahi
to sahara hai, Le Guru ka Naam
Le Guru ka Naam Bande yahi to sahara hai,
Ye Jagh ka Palanhara hai
Le Guru ka Naam, Le Guru ka Naam Bande yahi
to sahara hai, Le Guru ka Naam |